Vivo 21e Price in Pakistan - V 21 E Price And Spec
Launch Date |
27 April,2021 |
Type |
Amoled |
Screen Size |
6.44 Inches |
Resolution |
1080 x 2400 pixels |
Weight |
171 G |
Dimension |
161.2 x 74.4 x 7.4 mm |
Build |
Front corning gorilla glass, Rear good material |
Colors |
Diamond Flare, Roman Black |
Technology |
4G (supports Pakistann bands), 3G, 2G |
Sim |
SIM1: Na123456789, SIM2: eSIM |
Storage |
128 GB |
Ram |
8 GB |
Card Slot |
Yes |
Main Camera |
64 MP, f/1.9, 26mm (wide), 1/1.72″, 0.8µm, PDAF 8 MP, f/2.2, 120˚, 16mm (ultrawide), 1/4.0″, 1.12µm, AF 2 MP, f/2.4, (macro) |
Front Camera |
Single Camera |
Features |
HD, HDR, Autofocus, portrait Image |
Type |
LI-PO |
Capacity |
4000 mAh |
Quick Charging |
33W |
Fingerprint |
Yes |
Compass |
Yes |
Wifi |
Yes, Wi-Fi 802.11, b/g/n |
Bluetooth |
Yes, v5.0 |
Radio |
No |
GPS |
Yes |
NFC |
Yes |
USB |
Mass storage device, USB charging |
V 21 E Spec - Vivo 21e Price in Pakistan
Kya ap search kar rhein hein k achay camera phone ko buy karna hei? To vivo ek esi company hei jo camera category mei kafi innovation kar rhi hei. Or usk sath apny camera usage customers ko bohat zyada target kar rhi hei.
Isi tareeky say ek or product Vivo V21e ko pakistan mei launch kardiya gya hei. Pakistan mei iski retail price 45,999 hei. 44 mega pixel ka auto eye focus 64 mega pixel ka night camera 128 gb internal memory 8 gb ram or 3 gb ram k sath 33 watt ka fast charger isk andar apko milay ga.
Vivo 21e ka box open karny k baad sasbsy pehly hmein mobile phone milta hei jok pappu shappu krk pack kiya gya hei. Device k nechy imei stickers milty hein. Usk ilawa silicone case or manual guide or sim injector tool milti hei. Ismei Handsfree or charger milta hei. Handsfree bohat kmal ki hei.
Type a to type c cable or 33 watt ka heavy charger milta hei.
Kind of good thing k apko 46000 mei itna sb kuch mil rha hei.
As you know vivo device ki looking par bohat kam karrha hei. Iski back par apko diamond look dekhny ko milti hei jo k bohat he professional or pyari hei.
Iska camera bilkul vivo v21 jesa hei. Bilkul wohi design language hei. 64 mega pixel ka ai camera. Isk sath iski shape ko flate krdiya gya hei jok pehly round shape mei hoti the.
Iski back bohat he aala non scratchable hei. Agar ap keys wgera bhi pocket mei rakhty hein to ussy bhi koi nuqsan nehi hoga. Iska side frame glossy look mei bnaya gya hei. Kafi slim or lite weight phone hei.
Vivo v21 e k andar apko dual sim ki sahulat milti hei isk sath sath ap memory card bhi isk andar daal skty hein.
Iska display apko 6.4 inches ka milt hei jo k kafi zyada cool hei or 1080p resolution k sath to tbahi hei.